s majmue mein Mufti Taqi Usmani Damat Barakatuhum ke 31 aham topics shamil hain. In mein fiqh, roohaniyat, akhlaaq aur zindagi ke mukhtalif masail par rehnumai milti hai. Har Musalman ke liye ye topics ilm aur amal dono mein behtareen rahnumai ka zariya hain
